Wednesday, March 28, 2012
Unknown
No comments
gulzar-e-hast-o-bu na beganawar dekh hai dekhne ki chiz ise bar bar dekh aya hai to jahan mein misal-e-sharar dekh dam de najaye hasti-e-napayedar dekh mana k teri did k qabil nahin hun main tu mera shauq dekh mera intzar dekh kholi hain zauq-e-did ne ankhein teri to phir har rahguzar mein naqsh-e-kaf-e-pay-e-yar dekh |
Email This
BlogThis!
Share to Facebook
0 comments:
Post a Comment