Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh Mujh Ko Ungliyaan phair Ke BAloon Main Sulla Deh Mujh Ko Jis Tarah Faltu Guldaan Paray Rehtay Hain Apne Ghar Ke Kisi Konay Se Lagga Deh Mujh Ko Yaad Kar Ke Mujhe Takleef He Hoti Hogii Aik Kissa Hoon Purana Sa Bhulla Deh Mujh Ko Doobtay Doobtay Awaaz Teri Sunn Jaoon Akhiri Baar Tu Sahil Se Sadah Deh Mujh Ko Main Tere Hijr Main Chup Chaap Na Marr Jaoon Kahin Main Hoon Saktay Main Kabhii Aa Ke Rulla Deh Mujh Ko Dekh Main Hogaya Badnaam Kitaboon Ki Tarah Merii Tasheer Na Kar Ab Tu Jalla Deh Mujh Ko Rhootna Tera Meri Jaan Liye Jata Hai Aesay Naraaz Na Ho Hans Ke Dekha Deh Mujh Ko Aur Kuch Bhi Nahi Manga Mere Malik Tujh Se Us Ki Galiyoon Main Parii Khaak Banaa Deh Mujh Ko Log Kehtay Hain Ke Yeh Ishq Niggal Jata Hai Main Bhi Is Ishq Main Aya Hoon,Dua Deh Mujhe Ko Yahi Okaat Hai Meri Tere Jeevan Mein Ke Main Koi Kamzoor Sa Lamha Hoon, Bhulla Deh Mujh Ko |
March 07, 2012
Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh
Wednesday, March 07, 2012
Unknown
No comments
0 comments:
Post a Comment